khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
dil ke kareeb laaya
dil ka naseeb ve
dil ke kareeb laaya
dil ka naseeb ve
khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
aankho se khwaab roothe
apno ke saath chhoote
tapte hue raahon mein
pairon ke chhaale phoote
aankho se khwaab roothe
apno ke saath chhoote
tapte hue raahon mein
pairon ke chhaale phoote
pyaase tadap rahe hain
saahil kareeb re
pyaase tadap rahe hain
saahil kareeb re
khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
aansoo namak se lage
rishte hain kachhe dhaage
ret pe apne saaye
khud se kyun door bhaage
aansoo namak se lage
rishte hain kachhe dhaage
ret pe apne saaye
khud se kyun door bhaage
haaye…
aansoo namak se lage
rishte hain kachhe dhaage
ret pe apne saaye
khud se kyun door bhaage
aansoo namak se lage
rishte hain kachhe dhaage
ret pe apne saaye
khud se kyun door bhaage
kheench ke hum ko laaya
kahan pe raqeeb re
kheench ke hum ko laaya
kahan pe raqeeb re
khudaya ve ishq hai
kaisa ye ajeeb ve
ishq hai kaisa ye raqeeb re
dil ke kareeb aaya
dil ka naseeb ve
khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
khudaya ve haaye
ishq hai kaisa ye ajeeb re
No comments:
Post a Comment